Aik Achi Baat In Urdu | Here’s 10 Achi Baatain

Share
Aik Achi Baat in Urdu

Har kisi k zindagi k imtehanat mukhtalif hoty hen or har insan zindagi k halaat se kuch na kuch seekhta hai. Ye zaroori nai k har insan apny halat se aik jesa lesson sekhy q k har insan ki soch alg hoti hai.

Ajkal hum social apps jesa k Instagram, facebook, or twitter waghaira use krty hen or dekhty hen k wahan daily basis pe groups me posts ki jati hen. Wo posts different topics pe hoti hen lekin bht se logon ko achi baatain prhna psand hota hai q k wo un me se kuch seekhty hen or apni zindagi ko change krny ki koshish krty hen.

Isi liye, aisy logon k liye hum ne ye post design ki hai, aik achi baat in urdu. Ap is post me se golden words, aqwaal-e-zareen, quotations, or zindagi k experiences se kuch seekh skty hen.

Motivational Quotes, Aik Achi Baat In Urdu

Aik Achi Baat In Urdu
Aik Achi Baat In Urdu

خدا ہر پرندے کو رزق دیتا ہے، مگر اس کے گھونسلے میں نہیں ڈالتا

رزق حاصل کرنے کے لیے پرندے کو خود کوشش کرنا پڑتی ہے

“ Khuda Har Parindy Ko Rizaq Deta Hai, Magr Us K Ghonsaly Me Nai Dalta. Rizaq Hasil Karny K Liye Parindy Ko Khud Ko Koshish Krna Parti Hai”

Aik Achi Baat In Urdu

ہم زندگی میں ضرور کامیاب ہوں گے

اگر ہم اُن نصیحتوں پر عمل کر لیں جو ہم دوسروں کو کرتے ہیں

“Hum Zindagi Me Zaroor Kamyab Hon Ge Agr Hum Un Nasehton Pr Amal Kr Len Jo Hum Dosron Ko Krty Hen”

Aik Achi Baat In Urdu

انسان سیکھنے پر آئے تو دوسروں کی غلطیوں سے سیکھ لیتا ہے

اور نہ سیکھنا چاہے تو خود ہزار غلطیاں کرنے کے بعد بھی نہیں سیکھتا

“Insan Sekhny Pr Aye Tu Dosron Ki Ghaltion Se Seekh Leta Hai Or Na Seekhna Chahye Tu Khud Hazar Ghaltian Krny K Baad B Nai Sekhta”

زندگی صدیوں، سالوں، مہینوں یا دنوں میں نہیں بدلتی بلکہ زندگی اسی لمحے میں بدل جاتی ہے جس میں آپ زندگی بدلنے کا فیصلہ کرتے ہیں

“Zindagi Sadiyon, Saalon, Maheeno, Ya Dino Me Nai Bdalti Blky Zindagi Usi Lamhy Me Bdal Jati Hai Jis Me Ap Zindagi Bdalny Ka Faisla Krty Hen”

Aik Achi Baat In Urdu

کسی اور کی طرح بننے سے بہتر ہے کہ

تم اپنی ایک پہچان بناؤ

“Kisi Or Ki Tarah Banny Se Behtar Hai K Tum Apni Aik Pehchan Bnao”

Inspirational Quotes, Aik Achi Baat In Urdu

کوشش آخری سانس تک کرنی چاہیے

منزل ملے یا تجربہ

چیزیں دونوں ہی نایاب ہیں

“Koshish Aakhri Saans Tak Krni Chahye, Manzil Mily Ya Tajurba, Dono Hi Nayab Hen”

Aik Achi Baat In Urdu

سخت محنت کے بغیر کامیابی کا خواب دیکھنا ایسا ہے جیسے بنا فصل لگائے فصل کاٹنے کی توقع رکھنا

“Sakhat Mehnat K Bghair Kamyabi Ka Khawab Dekhna Aisa Hai Jesy Bina Fasal Lgaye Fasal Katny Ki Tawaqo Rakhna”

اگر تم ہارنے سے نہیں ڈرتے

تو تمہیں کوئی نہیں ہرا سکتا !

“Agr Tum Haarny Se Nai Darty Tu Tmhain Koi Nai Hara Skta”

منزلیں ہمیشہ ان ہی کو ملتی ہیں

جو منزلوں کو تلاش کرتے ہیں !

“Manzlain Hamesha Unko Hi Milti Hen Jo Manzlon Ko Talaash Krty Hen””

Aik Achi Baat In Urdu
Aik Achi Baat In Urdu

زندگی میں جو لوگ کوشش نہیں کرتے

وہ کبھی کامیاب نہیں ہوتے !

“Zindagi Me Jo Log Koshish Nai Krty Wo Kbhi Kamyab Nai Hoty”

Final Words

Hum ne is post aik achi baat in urdu me ye best quotes add kiye hen q k in sb se hmen kuch seekhny ko milta hai. Hmary andar mehnat krny ka jazba peda hota hai, hum apny halat ko behtar tariky se smjhty hen or apni problems k liye naye naye solutions nikalty hen. Hum is tarah ki motivational or inspirational batatin post krty rehty hen ta k ap in se kuch seekh sken.